Song : Ishq Ki Ada
Film : Sixteen (2013)
Lyricist : Shivranjani Singh
Music : Gaurav Dagaonkar
Singer : Preeti Pillai
Film : Sixteen (2013)
Lyricist : Shivranjani Singh
Music : Gaurav Dagaonkar
Singer : Preeti Pillai
Ishq Ki Ada Lyrics
Chalte rehne de, yun hi sang tere..
Jalte rehne de lamhe...
Chalte rehne de, yun hi sang tere..
Jalte rehne de lamhe...
Dhundhle rehne de, dhun mein rehne de
Bun-te rehne de sapne..
Dil ki manmaani ko zara ab chalne de
Yaari ki rahon mein do deewane
Deewane ban chale re..
Ban chale re..manchale.. hum chale..
Khwaabon ko kass ke baahon mein bhare..
Ishq ki ada mein jeene lage hum
Aur ghum ho chale faasle..
Be-parwaah se hone lage hum
Aur udne lage hausle..
Kal tak the kahin gumshuda
Kahi dilon mein bandhe the..
Azad huye sab woh armaan..
Raahein jab judi dono
Badhi jab se hain yaariyaan..
Anjaan hua yeh sara jahaan..
Anjaan hoke, mastaane hoke, duniya ko khoke
Hum haule-haule, maddham-maddham
Duje ek jahaan mein kho jaayein.. ae.. ae..
Ishq ki ada mein jeene lage hum
Aur ghum ho chale faasle..
Be-parwaah se hone lage hum
Aur udne lage hausle..
Lamha lamha khaas hai
Khamoshi bhi raas hai..
Khulkte dil ke raaz hain.. O..
Ho.. khultein rahein hum
Milte rahein hum
Khoyi rahein manzilein..
Dil ki manmaani ko zara ab chalne de
Yaari ki rahon mein do deewane
Deewane ban chale re..
Ban chale re..manchale.. hum chale..
Khwaabon ko kass ke baahon mein bhare..
Ishq ki ada mein jeene lage hum
Aur ghum ho chale faasle.. re re re re re re
Ishq ki ada mein jeene lage hum
Aur ghum ho chale faasle..
Be-parwaah se hone lage hum
Aur udne lage hausle..
Jalte rehne de lamhe...
Chalte rehne de, yun hi sang tere..
Jalte rehne de lamhe...
Dhundhle rehne de, dhun mein rehne de
Bun-te rehne de sapne..
Dil ki manmaani ko zara ab chalne de
Yaari ki rahon mein do deewane
Deewane ban chale re..
Ban chale re..manchale.. hum chale..
Khwaabon ko kass ke baahon mein bhare..
Ishq ki ada mein jeene lage hum
Aur ghum ho chale faasle..
Be-parwaah se hone lage hum
Aur udne lage hausle..
Kal tak the kahin gumshuda
Kahi dilon mein bandhe the..
Azad huye sab woh armaan..
Raahein jab judi dono
Badhi jab se hain yaariyaan..
Anjaan hua yeh sara jahaan..
Anjaan hoke, mastaane hoke, duniya ko khoke
Hum haule-haule, maddham-maddham
Duje ek jahaan mein kho jaayein.. ae.. ae..
Ishq ki ada mein jeene lage hum
Aur ghum ho chale faasle..
Be-parwaah se hone lage hum
Aur udne lage hausle..
Lamha lamha khaas hai
Khamoshi bhi raas hai..
Khulkte dil ke raaz hain.. O..
Ho.. khultein rahein hum
Milte rahein hum
Khoyi rahein manzilein..
Dil ki manmaani ko zara ab chalne de
Yaari ki rahon mein do deewane
Deewane ban chale re..
Ban chale re..manchale.. hum chale..
Khwaabon ko kass ke baahon mein bhare..
Ishq ki ada mein jeene lage hum
Aur ghum ho chale faasle.. re re re re re re
Ishq ki ada mein jeene lage hum
Aur ghum ho chale faasle..
Be-parwaah se hone lage hum
Aur udne lage hausle..
No comments:
Post a Comment