'Tere Mohalle' is another outstanding song from the 2013 Hindi movie
'Besharam' starring Pallavi Sharda and Ranbir Kapoor. Music is composed
by Lalit Pandit who is one of the superhit jodi Jatin-Lalit.
Song Title: Tere Mohalle
Movie: Besharam
Language: Hindi
Year: 2013
Tere Mohalle Lyrics
Khidki se mujhe taake
Saare gali ke baanke
Khidki se mujhe taake
Saare gali ke baanke
Khidki se mujhe taake
Saare gali ke baanke
Sabko lallu bana ke
Dil bheega tujh par r r r
Hum lut gaye bhai aake tere mohalle [hurra..]
Hum lut gaye bhai aake tere mohalle [hurra..]
Hum lut gaye bhai aake tere mohalle [hurra..]
Hum lut gaye bhai aake tere mohalle [hurra..]
Kyon lambi lambi haanke
Koi na tujhe taake
Kyon lambi lambi haanke
Koi na tujhe taake
Kyon lambi lambi haanke
Koi na tujhe taake
Kisko lallu banake
Kehti rehti hai fir r r r r
Ke lut gaye bhai aake tere mohalle [hurra..]
Hum lut gaye bhai aake tere mohalle [hurra..]
[Ke lut gaye baby aake tere mohalle hurra..]
[Hum lut gaye zalim aake tere mohalle hurra..]
Hum Sikandar hain apni marzi ke
Chutki laage hamein ye dil fansaane mein
Mere jalve mein beta woh dum hai
Nikle saari umar mujhe pataane mein
Kara lo ji karalo dil ki entry kara lo
Angootha bhi lagwa lo
Dil phenka tujh par
Hum lut gaye bhai aake tere mohalle [hurra..]
Hum lut gaye bhai aake tere mohalle [hurra..]
[Hum lut gaye, hum lut gaye
Hum lut gaye, lut gaye, lut gaye
Hum lut gaye, hum lut gaye
Hum lut gaye, lut gaye, lut gaye
Hum lut gaye jaana aake tere mohalle
Hum lut gaye beauty aake tere mohalle]
Badi mufat yeh jawani bhi
Darti nahi hai yeh to phir jaane se
Ho ja le kat le tu, kitna phenke hai
Zara bhi dum nahi hai tere draame mein
Badha lo ji badha lo
Relationwa badha lo
Nainon ke pench lada lo
Aa jao na chhat par
[Ke lut gaye baby aake tere mohalle hurra..]
[Hum lut gaye zalim aake tere mohalle hurra..]
Khidki se mujhe taake
Saare gali ke baanke
Kyon lambi lambi haanke
Koi na tujhe taake
Kisko lallu banake
Kehti rehti hai fir r r r r
Hum lut gaye bhai aake tere mohalle [hurra..]
Hum lut gaye bhai aake tere mohalle [hurra..]
[Ke lut gaye baby aake tere mohalle hurra..]
[Hum lut gaye zalim aake tere mohalle hurra..]
Deewane hain dilon ko hum to jodenge
Na ghar ka tuje ghaat ka na chhodenge
Kyun paas na aati hai kheencha taani se..
Haaye hum popular hain apni manmaani se..
Hum lut gaye, lut gaye
Jaana hum lut gaye..
Hum lut gaye, lut gaye
Ainwai hum lut gaye..
Hum lut gaye, lut gaye
Baby hum lut gaye..
Hum lut gaye, lut gaye
Zalim hum lut gaye..
No comments:
Post a Comment