Coffee Peete Peete song from Gabbar Is Back. a romantic song sung by Dev Negi & Paroma Das Gupta.
Song: Coffee Peetey Peetey
Movie: Gabbar is Back
Singers: Dev Negi, Paroma Das Gupta
Music: Chirantan Bhat
Lyrics: Kumaar
Music Label: Zee Music Company
Aankhein coffee peetey peetey mil rahi hain
Aankhein pyaar ke jhonkon se hil rahi hain
Aankhein pyaar ke dhaagon se sil rahi hain
Ye jo ho raha hai, accha lag raha hai
Nasha hai ye pehle pyaar ka (pehle pyaar ka..)
Asar ye naya hai, nazar ne kahaa hai
Palkon pe beth ja tu aa ke
Chaahe meri neend le ja chura ke
Saansein achaanak uchhalne lagi hain
Nazrein ye baatein ukalne lagi hain
Saansein achaanak uchhalne lagi
Nazrein ye baatein ukalne lagi
Dilchaspi khud pe yun din par din mujhpe badhne lagi hai
Ye jo ho raha hai
Accha lag raha hai
Nasha hai ye pehle pyaar ka (pehle pyaar ka..)
Asar ye naya hai, nazar ne kahaa hai
Palkon pe beth ja tu aa ke
Chaahe meri neend le ja chura ke
Aankhein coffee peete peete mil rahi hain
(mil rahi hain..)
Aankhein pyar ke jhonkon se hil rahi hain
(hil rahi hain..)
Song: Coffee Peetey Peetey
Movie: Gabbar is Back
Singers: Dev Negi, Paroma Das Gupta
Music: Chirantan Bhat
Lyrics: Kumaar
Music Label: Zee Music Company
Coffee Peetey Peetey Lyrics
Aankhein coffee peetey peetey mil rahi hain
Aankhein pyaar ke jhonkon se hil rahi hain
Aankhein pyaar ke dhaagon se sil rahi hain
Ye jo ho raha hai, accha lag raha hai
Nasha hai ye pehle pyaar ka (pehle pyaar ka..)
Asar ye naya hai, nazar ne kahaa hai
Palkon pe beth ja tu aa ke
Chaahe meri neend le ja chura ke
Saansein achaanak uchhalne lagi hain
Nazrein ye baatein ukalne lagi hain
Saansein achaanak uchhalne lagi
Nazrein ye baatein ukalne lagi
Dilchaspi khud pe yun din par din mujhpe badhne lagi hai
Ye jo ho raha hai
Accha lag raha hai
Nasha hai ye pehle pyaar ka (pehle pyaar ka..)
Asar ye naya hai, nazar ne kahaa hai
Palkon pe beth ja tu aa ke
Chaahe meri neend le ja chura ke
Aankhein coffee peete peete mil rahi hain
(mil rahi hain..)
Aankhein pyar ke jhonkon se hil rahi hain
(hil rahi hain..)
No comments:
Post a Comment